Ek Ladki Bus Stop Par Khadi Thi Pappu Bike Par Vahan Se Gujara Fir Usi Raste Se Wapas Aaya Aur Us Ladki Se Pucha "Pahchana Kya?" Ladaki: Nahin To Pappu: Kya Yaar Abhi To Samne Se Gaya Tha